Raksha Bandhan Songs Free Download
Enjoy the lyrics of famous Raksha Bandhan free songs from Hindi movies! These songs for Rakhi are from old movies yet they retain their charm even in present times due to their amazing and soulful wordings. Sing these Rakhi songs in praise of your sibling on Rakhi and make the occasion memorable.
Raksha Bandhan Songs
Rakhi Songs Lyrics
Behna Ne Bhai - Resham Ki Dori
Bhaiya Mere Raakhi ke bandhan ko nibhana - Chhoti Behan
Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa- Beimaan
Rang Birangi Rakhi Lekar -Anpadh
Mere Bhaiyya Mere Chanda - Kajal
Phoolon Ka Taron Ka - Hare Rama Hare Krishna
Chanda Re Mere Bhaiya - Chambal Ki Kasam
Rakhi Song Title: Behna Ne Bhai Ki Kalai Se
Movie: Resham Ki Dori
Singer: Suman Kalyanpur
Lyrics:
(Behna ne bhai ki kalaai se
behna ne bhaai ki kalaai se pyaar baandha hai
pyaar ke do taar se, sansaar baandha hai
resham ki dori se -2
resham ki dori se sansaar baandha hai) -2
Sundarta mein jo kanhaiya hai
mamta mein yashoda maiyya hai
vo aur nahi dooja koi
vo to mera raaja bhaiya hai
Behna ne bhai ....
Mera phool hai tu, talvaar hai tu
meri laaj ka pehredaar hai tu
main akeli kahaan is duniya mein
mera saara sansaar hai tu
behna ne bhai ....
Hamein duur bhale kismat kar de
apne man se na juda karna
saavan ke paavan din bhaiya
behna ko yaad kiya karna
behna ne bhai ...
_________________________________________
Rakhi Song Title: Bhaiyya Mere Rakhi Ke Bandhan
Movie: Chhoti Behan
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics:
Bhaiyya mere, raakhi ke bandhan ko nibhana
bhaiyya mere, choti behan ko na bhulana
dekho ye nata nibhana, nibhana
bhaiyaa mere...
Ye din ye tyohaar khushi ka, paavan jaise neer nadi ka
bhai ke ujle maathe pe, behan lagaaye mangal tika
jhume ye saavan suhana, suhana
bhaiyya mere ...
Baandh ke hamne resham dori, tum se vo ummeed hai jodi
naazuk hai jo kaanch ke jaisi, par jeevan bhar jaaye na todi
jaane ye sara zamana, zamana
bhaiyaa mere ...
Shaayad vo saavan bhi aaye, jo behna ka rang na laaye
behan paraye desh basi ho, agar vo tum tak pahunch na paaye
yaad ka deepak jalana, jalana
bhaiyaa mere ...
__________________________________________________
Rakhi Song Title: Yeh Raakhi Bandhan Hai Aisa
Movie: Beimaan
Singers: Mukesh, Lata Mangeshkar
Lyrics:
Chorus
(Ye raakhi bandhan hai aisa -3
jaise chanda aur kiran ka
jaisa badari aur pavan ka
jaise dharati aur gagan kaa) -2
ye raakhi bandhan hai aisa -3
Duniya ki jitani bahanen hain
un sabaki shraddha hai isamein
hai dharam karam bhaiya ka ye
bahana ki raksha isamein hai
jaise subhadra aur kishan ka
jaise badari aur pavan ka
jaise dharati aur gagan ka
ye raakhi bandhan ...
m: aaj khushi ke din bhaai ke
bhar-bhar aaye naina -2
kadar bahan ki unase poochho
jinaki nahi hai bahana
mol nahi koi is bandhan ka
jaise badari aur pavan ka v jaise dharati aur gagan ka
ye raakhi bandhan hai aisa -3
Incoming Search Terms:
Raksha Bandhan Songs Free Download
Raksha Bandhan Songs
Raksha Bandhan songs Download
Rakhi Songs Lyrics
Raksha Bandhan Songs 2015
Raksha Bandhan Songs Lyrics

Category: Raksha Bandhan Songs, Raksha Bandhan Songs Download, Raksha Bandhan Songs Free Download, Songs
Listen to these songs on Raksha Bandhan!
ReplyDeleteClick here to listen